ICIBILLET.COM
ICIBILLET
Paroles de chanson
03/05/2026
Maya
Par Murtaza Qizilbash, Rafae
Album : Unknown

Kaisa ye samaa, tanha rehne dou

Tu nahin yahan, khoya hoon mein

Thehra ye jahaan, aansu behne dou

Sunn le iltija

I've been weighing all my options shit is so obnoxious

Aave meinu sapne je teray baare

Ziaada kal mein rehta aaj se kaisa ye khamaj hai

Chadd ke tu jaana hai kyun meinu meray haal te

Na kabhi jaao rooth ke

Khwaab ye saaray jhoot thay

Kia khoya meinay, aur kia hai paaya
Inn baadalon ke aanchal mein sab hai maya
Ye jeevan saara, mein phir se haara
Shab ke andheron mein kyun hai tera saaya?

Aasman sitaaray tor doon, falsafay puraanay hain ye saaray chor doon

Toot ke parra hai kabse hee ye dil mera

Jor kar issay mein phir doubara tor doon

Haan ye saaray ke saaray, hum hee hain tumhare

Magar ye fasaana, mujhe hai bhulaana

Kia karoon, kia kahoon

Tu hee hai dil ka sukoon

Teray bin kaisay jiyoon

Kia khoya meinay, aur kia hai paaya
Inn baadalon ke aanchal mein sab hai maya
Ye jeevan saara, mein phir se haara
Shab ke andheron mein kyun hai tera saaya?
Challay aao, challay aao
Inn raahon pe meri challay aao

Imprimé depuis ICIBILLET.COM - 03/05/2026 03:20